
Maa Katyayani Aarti
Jai Jai Ambe, Jai Katyayani
Jai Jagmata, Jag Ki Maharani
Meaning: Victory to Mother Ambe, Victory to Mother Katyayani
Victory to the Mother of the world, the Empress of the universe
Baiznath sthan tumhara
Wahan varadati naam pukara
Meaning: There lies your temple, Baiznath
From there, the name of the bestower of blessings is called
Kai naam hain, kai dham hain
Yeh sthan bhi to sukh dham hai
Meaning: There are many names, there are many abodes
This place too is a realm of happiness
Har mandir mein jot tumhari
Kahin Yogeshwari mahima nyari
Meaning: In every temple, your light shines
Somewhere the glory of Yogeshwari is distinct
Har jagah utsav hote rahte
Har mandir mein bhakt hain kehte
Meaning: Festivals happen everywhere
In every temple, devotees chant
Maa Katyayani Stotra
Navratri 6th Day
Katyayani rakshak kaya ki
Granthi kaate moh maya ki
Meaning: Katyayani, protector of the body
Cuts the knot of worldly illusion
Jhoothe moh se chhudane wali
Apna naam japane wali
Meaning: The one who liberates from false attachments
The one who makes us chant her name
Brihaspatiwar ko puja kariyo
Dhyan Katyayani ka dhariyo
Meaning: Worship on Thursday
Meditate on Katyayani
Har sankat ko door karegi
Bhandare bharpoor karegi
Meaning: he will remove all obstacles
She will fill the storehouses
Jo bhi ma ko bhakt pukare
Katyayani sab kasht nivare
Meaning: Whoever calls the Mother with devotion
Katyayani removes all troubles